Wednesday, August 21, 2013

suprim court maoday aap rastra ke prti apni jimmedari nibhaiye

bharat ko desh me moujood rajnitik dalo ne 60 saalo me samssyo ka desh bana dala hai . Saman bichar dhara wale dalo ko mila kar , do daliya chunau bywastha dwara , seedhe pm , cm tatha sabhi addhykchho ka chunau kara kar hi rajnitik dalo dwara paida ki gayi kuchh samssyao se chhut kara paya jaa sakta hai .
Abhi tak uddyog ghrano ki bate hoti thi , lekin ab to rajnitik ghrane paida ho gaye hai .rajnitik ghrane apne niktasth , biswsniya ko hi satta soupna chahte hai jisse inke swartho ki purti lagatar hoti rahe .
Bharat me chunau aayog dwara saman bichar dhara wale dalo ko mila kar do daliya bywastha kyo lagu nahi ki jaa rahi hai ? Jisse janta bikash ke prti samarpit pm , cm tatha addhykchho ka chunau seedhe kar sake . Agar hamare blood me beer shiva ji ka mahrana prtap ka blood hai to maan singh avang jai chando ka bhi blood hai jo ki sath sath fal fool badh rahe hai.
Media ko aam janta ki samssyo ko uthane tatha sarkar ki kamiya nikal kar janta ko batane ke liye anudan diya jata hai , afsosh ab media satta rudh dalo ke kamo ka prchar tatha birodhi dalo ki nitiyo ka dusprchar karna inki aadat me aa gaya hai .
Desh kya hota hai kishi sarndarthi se puchho ,aazadi kya hoti hai kisi gulam se puchho khud samgh me aa jayega . nagriko ke adhikaro ki rakchha karna rasrtra dhykchho ka kartabya hai. Agar ae sab satta ke mad me nikrist , sawarthi ho gaye hai , to manniya sarbochh nyayalay mahoday ko swang sanggyan me lekar apna pm ,apna cm , tatha sabhi addhykchho ka chunau seedhe janta dwara chunne ki bywastha karani chahiye . Apni jimmedari n nibha pane wale rajnitik dalo dwara nyay palika , bidhyika ke kamo me hastkchhep kar rahi hai , kahne ka moulik adhikar swth: samapt ho jayega .
Krishna singh jnp

No comments:

Post a Comment