akhir me sochne wali baat hai ki, sanukt rastra sangh ki asthapna ki parikalpna kyo ki gayi thi ?. South africa ka grih uddh , somaliya ka kabiliyayi dabangai , pakistan , bangla , bharat ke jammu kashmir rajya se samay samay par atibadiyo dwara niriho par attyachar ki khbren aati rahti hai .
Jurm ke had ki intiha tab ho gayi jab ladkiyo se 30 -40 ke group ne samuhik balatkar ke baad jinda jala diya khuda ke rajya me unko bachane wala koi nahi tha .kistwad ke dharmik alpsankhyak khunkhar atankbadiyo ke shikar bante rahe , kisi bhi rajnitik dal ne uff tak nahi kiya .
Akhir me aaj arajkta ka mahoul hai , ab to do hi bikalp hai .
1-sabhya desh sabhya log milkar arajkta ka mukabla kare .
2- pure adhunik biswa ko gundo ko soup kar barbadi ka tamasha dekha jay .
Samgh me nahi aa raha hai ki sanukt rastra sangh in samaj me chhipe logo ko pahchan kar shkt karywahi kyo nahi karta , akhir me apni jimmedariya kyo nahi nibha paa raha hai .sanukt rastra sangh apni jimmedariya sahi samay par nahi nibha sakta to , is biswa byapi sanstha par sabhya logo ke khoon paseene ki kamai kharch karne ka koi aoucchitya nahi hai , ab bhi sammay hai yeh sanstha biswa me chhipe arajak tatwo ko pahchaan kar kadi karywahi kare , ya ise abywharik maan kar ise sampt kar dena chahiye .
Krishna singh jnp
No comments:
Post a Comment