Monday, February 11, 2013

Hame kuch kahna hai

Shanti ke saath bikash hota hai, lekin kabhi - kabhi shanti kisi bheeshand tufan ke ane ki aahat bhi hoti hai. Dekha jay to is samay mukhya mantri Akhilesh teeno taraf se sawdhan rahte hue prandi jagat ke kalyand ka sankalp lekar aage badh rahe hai. Mukhya mantri ji ko hindu mushlim atibadiyo ke saath apne party me rah rahe apno ko har tarah se apne bywhar se santust karke aage badhna hai.
Maha kumbh me bheed kam karne ke liye Sant kabeer dass avang rabidass ji ke pakhand par kahe gaye ved tulya wakyo ke madhym se apne bicharo ka prchar prsar kiya jata to aasayamyik durdhtnaaye taali jaa sakti thi.
1- jo kabira kashi mare ramahi koun nihora
2- man rahe changa to kathouti me ganga
3- hindu ghanta ghdiyal bajaye , mulla masjid par chadh de baagg
Ghar ki chkiya koi n pujai jaaka peesa khay.
Krishna singh jnp

No comments:

Post a Comment