hamare biddwan louh purush [iran man] mukhya mantri ji kahte hai ki agar lekhpal sudhar jaye to shayad aadhe se adhik samsyaye apne aap sulagh ho jayengi. Kuchh din pahle hamare gau ke lekhpal se hamare padosi ne hamare chak ke 132 feet andar se chak road napwa diya. Puchhne par bataya ki mera naksha bol raha hai.lekh pal ki is kartoot ke liye mughe nyayalay ki sharand me jaana pada.mamuli 1ooo- 2000 rup. Lekar kamjor pakchh samgh kar lekhpal kahi ka kahi naap diya tha, aour prshashan chup- chap dekhta raha.agar prshashan chahta to agal bagal ke khate daro ki chak area ke hisab se napwa kar chak road niklwa deta to shayad pidit pakchha nyayalay ki sharand me nahi jata, tatha be wajah nyayalay par ek mukde ka boagh nahi padta.
Abhi hamare biddwan rastra pati mahoday ne samptti ke biwad me ek fashi ki saja paye apradhi ki saja ko aajiwan karawas me badal kar nyay ki atma ko hi jaga diya. Hamare desh me sabse badi samsya paitrik samptti ka biwad hai. Agar kendra sarkar avang manniya sarbochh nyayalay mahoday hastkchhep kar paitrik samptti ke hastantarand/ rind[loan] bandhak par pure bina priwarkik sahmti ke hastantarand parrok laga dete to desh ki bahoot badi samsya apne aap samapt ho jaati. Paitrik samptti biwad se bewajah hattyaye rook jati, nyayalyo par be wajah boagh nhi padta. Sarkar ke is doordashi kadam se bhookt bhogi nalayak charitra heen awara manmani karne wale bapo [fathers] ki aoulado [child] ko bhi jeene ka swth; adhikar mil jaata.
Krishna singh jnp
No comments:
Post a Comment