Tuesday, August 24, 2010

hanse ya roye....

bharat ke biddwan prdhan manty mahoday dwara krisko ka jiwan astar uthane ke liya har tarah ki kosis kiya ja raha hai aprtyashit aklpit chhtha betan commission dene ke bad bhi jimmedar prshasnik adhikariyo ke rahte hue chikmanglur ke kissan dwara ek taraf manusyo ko khane wala tamater pashuo ko khilaya jana rastrya sharm ke alawa kuchh bhi nhi hai, afsosos bibhinn shahro me tmatro ke aasman chhute damo ke karand gaib tabka ise khrid nahi pa raha hai wahi uchit dam n milne ke karand anndata krisak atmhttya kar leta hai
1-kisano ki amdni badhane ke liye adhto ke madhym se kisano ka shosand rokne avang krisko ki samsyaye janne ke liye uchh adhikar prapt samiti ka gathan hona chahiye
2-kin karndo se aisa hua un karndo ki dubara punrabritti nahi hona chahiye
3-adhik paidawar samsya nahi balki bardan hai
Krishna singh jnp

No comments:

Post a Comment